last modified: Friday, 4 November 2016

free hindi support

Google Adsense kya hai aur ye kam kaise karta hai hindi me jankari

hello friend free hindi support me aapka sawagat hai mai iss artical me aapko bataunga ki google adsense kya hai aur ye kaise kam karta hai.


dosto google ad sense ek google ki service hai jo hame online paise kamane ke liye hota hai .ham adsense ki madad se online money earn kar sakte haibas aapke pas ek webproperty honi chahiye web property yani ya to aapke pas website ya ek youtube channel honi chahiye.



google adsense kya hai aur ye kaise kam karta hai


aise lakho log pure world me hai jo google adsense se par day hajaro rupaye kama rahe hai usme se aap bhi ho sakte hai.bas aapke pas koi bhi wb property honi chahiye.



hamne is post me puri details ke sath bataya hai ki adsense kya hai aur ye kaise kam karta hai.ye jo post hai ye un logo ke liye jayada useful hai jo adsense ke liye naye hai matlab wo adsense ke bare me kuch nahi jante .


google adsense kam kaise karta hai .

to ham step by step jante hai ki kaise adsense kam karta hai aur iise kaise ham earning kar sakte hai.apni website ki madad se.


to sabse pahle aapko google adsens ki site par jakar usme account banana hoga. aur jab aapka account google ki team ke dawara approve ho jayega to google aapke email par ek mail aayega jisme batayega ki aapka account approve ho gaya hai.


google ad-sense ads provide karta hai.

jab aapka adsense acount fully approve ho jayega to aap apne website ke liye ads code bana sakte hai aur apne website par laga sakte hai.


jaisa ki maine upar bataya hai ki adsense ek ads network website hai jiska ads apne site par laga kar earning kar sakte hai.agar aap internet use karte hai to aapne dekha hoga ki bahut sare site par ads show hote hai thik usi trah.

adsense hame bahut sare format ki ads provide karta hai like banner, text, etc.

adsense me ads ke code ko banane ke liye apne adsense dashboard me jakar my ads par clik karke aap jis format ke ads ko apne site par lagana chahte hao us format ke ads ko bana sakte hai.

ads ko apne website par lagate hai..


apne ads ko banane ke bad us ads ke code ko copy kar le  aur  us code ko apne website ke sidebar ya fir apne blog post me laga sakte hai.


ads se earning hoti hai.

hamari adsense se earning hamare ads se hoti hai jo ads hamne apne website par lagaya hai.


jabkoi bhi visitor hamare blog par visit karta hai aur jab hamare website par show ho rahe ads par clik karta hai to hame earning hoti hai ye earning hame doller me milti hai.agar koi hamare ads ko clik na bhi kare to bhi earning hoti par thora kam hota hai.





hamari total earning  yani clik se hame jitni bhi earning hoti hai wo sare paise hamare adsense account me add hote rahta hai aur jab aapke aapke acount par 100$ ho jate hai to adsense hame paise bhej deta hai.

payment hamare bank account me aata hai.

google se jo earning hoti hai wo sidhe hamare bank account me aata hai.

jab adsense pr aapke earning 10$ ho jate hai to aapke adresses par ek addresses verification code hamare bataye huye adress par aata hai ye simple dak se aata hai.us code ko hame adsense account me dalkar verify karna hota hai.tabhi aapko adsense pay karega.

ab next step me aapko apna bank account details add karna hai google adsense par.jab aapke adsense account me 100$ ho jayenge to google aapko apna bank details submit kare.


dhayan rahe ki aapke bank account ka jo adress hai wohi adress apke residense ka hona chahiye.

to dosto ye thi hamari aaj ki post jise maine bataya hai ki google adsense kya hai aur ye kaise kam karta hai.jo beginer ke liye hai aage ki post me puri details ke sath bataunga.

aapko ye post kaisa laga ye hame conmment karke jaroor bataye .aur apne dosto ke sath share jaroor kare

free hindi support

About free hindi support

Hello mera name SATYENDRA KUMAR hai mai hi FREE HINDI SUPPORT website ka founder hu.ye ek informational website hai is website par mai BLOGGING,MAKE MONEY,SEO ,SOCAIL MEDIA se related ya INTERNET se related sari jankari uplabdh hai wo bhi HINDI me.aap INTERNET se related koi bhi sawal puch sakte hai.AGAR AAP APNE EMAIL KE INBOX ME MERE WEBSITE SE UPDATE PANA CHAHTE HAI TO HAMARE WEBSITE KO SUBSCRIBE KARNA NA BHOOLE .NICHE DIYE HUYE BOX ME EMAIL ID DALE

APNA EMAIL ID INTER KARE APNE INBOX ME DAILY UPDATE PANE KE LIYE :

1 comments:

Write comments
Blogger
AUTHOR
11 December 2016 at 20:34 delete

If you are looking for a solid contextual advertising network, I suggest you take a peek at Chitika.

Reply
avatar