hello blogger free hindi support me aapka sawagat hai mai is post ke jariye bataunga ki kaise ham new blogger website ya blog ko banane ke bad use designing kar sakta hai.
agar ham koi kam karte hai aur wo dekhne me sundar na lage to to wo hame bahut hi iritate karte hai thik usi trah se blog me hai agar aap apne website ko behatar dhang se design nahi karte hai to log aapke blog dekh kar irritate ho jayenge aur wo dubara aapke blog par nahi aayenge.
blog ki designing hamare visitor ko apne blog par lane ka sabse badhiya trics hai.kyuki koi bhi ye chahta hai ki ham jis problem ko google me search karta hai to wo jis site ko open kare waha hame bahut hi aasani se hamare problem ka solution ho jaye .aur ye adsense ke liye bhi bahut jaroori hai.
to ab aap samajh gaye honge ki ye blog ki designing kyu jaroori hai.visitor ko bilkul saff suthara blog chaye jo use aasani se mil jaye.
website ka designing kaise kare .
to aayiye dekhte hai kaise ham aapne website ki designing kaise karte hai aur iske liye hame kya karna chahiye.
template ko change kare.
website ya blog ki designing ki suruat hamare blog template ko change karne se hoti hai .
template yani hamare blog ka format hota hai .aise to agar aapka blog blogger par hai to blogger hame bahut sare blog template deta hai par wo jo template hota hai wo bahut hi purana hota hai aur uski look bhi thik nahi hota to aap aise template ko select kare joiska look badhiya ho aur jo dekhne me accha ho
agar aap google me search karenge to bahut sare template mil jayenge usme se kuch to free hote hai aur kuch ke liye aapko paise chukane par sakte hai.
agar aap chahe to best design wale template ko kharid kar bhi use kar sakte hai.
ye dhayan rakhe ki aapka template seo friendly ho aur mobile friendly ho kahne ka matlab ye hai ki aapka template mobile screen me achha khulta ho.kyuki aaj kal log internet use karne ke liye mobile ka use jayada karte hai.agar aapka template mobile friendly hoga to aapke wbsite par log jayada visit karenge.
navigation menu bar ko attractive banaye.
aap pane blog ka navigation menu bar attractive banaye kyuki aapke menu bar jitne attaractive honge aapke visitor aapke menu bar par jayada clik karenge jisse aapke pageview jayada honge.
iise visitor ko bhi aasani hogi aapke ek page se dusre page me visit karna jisse visitor aapke website par jayada der tak ruka rahega .
navigation bar ko jayada colourfull nahi banaye.isse simple hi rahne de .agar aap chahe to custom nevigation menu bar bhi add kar sakte hai.
labels add kare ya category add kare.
labels add kare post content se related .labels aapke post ki category hota hai jaha par aap apne post ke category ke hisab se pane post ko rakh sakte haiisse bhi hamare site ka look bahadhiya ho jata hai.
aur ye hamare visitor ko impress karne ke liye bhi badhiya hai jab visitor hamare website par aayenge to une wo sabkuch jaldi mil jayenge jo une chahiye jisse wo dubara hamare blog par aa sakte hai.
sidebar me importent link add kare.
apne website ke side bar me importent link ko add karke bhi apne blog ko jayada attractive aur sundar aur proffectional look bana sakte hai.
side bar me apne post ke popular post widget add kar sakte hai .popular widget ka matlab hota hai waise post jispar log jayada visit karte hai.
is sidebar me aap pane socail media jaise facebook page ka widget bhi add kar sakte hai.
subscribe button add kare.sidebar me
subscribe button bhi add kar sakte hai.subscribe button ek aise buton hota hai jiske sahare visitor aapne email id dal kar aapke site ko subscribe kar sakta hai.aap jab bhi koi naya post dalenge to uski notification aapke subscriber tak pahuch jayegi.
aap ise sidebar me add kar sakte hai kyuki sidebar me add karne par ye hamare website ko jayada beautiful bana deta hai.
importent page add kare bottom me.
apne site se related importent page bana kar bottom me uske navigation rakhe.
importent page ka matlab about us ,disclamair page,contant us page banaye.
ye isiliye bhi importent hai ki jab aap adsense ke liye apply karenge to bina is page ke aapke adsense account approve nahi hoga aur is page ko add karne ke bad visitor aapke site ko jayada value denge aur iski proffectional look bhi ban jata hai.
fevicon ya logo change kare.
fevicon ka matlab hota hai aapke site ka logo .jab bhi aap koi website par visit karte hai to aapne dekha hoga ki broeser me ek chhoti si image hoti hai agar aap blogger use karte hai to aapne dekha hoga aapne browser me ki ek pink color ka ek chhota sa letter hota hai iska matlab hota hai blogger ise ham fevicon kahte hai.
aap isme aapna khud ka banaya hua image upload kar sakte hai aur apne website ka logo ko change kar sakte hai isse change karte hi aapke website ka look yani design aur attaractive ho jata hai
next and previous button add kare
next ya previous button add kare blog me. koi bhi visitor aapke home page ko jayada kholta hai use next ya privious button ko add karne se aapke visitor achhe se navigate kar payenge.
waise to sare blog template me next ya previous button hota hai par aap chahe to usme aapa custom button bhi add kar sakte hai.
aapko hamara ye post ,blog ya website ka designing kaise kare kaisa laga hame jaroor bataye hamare comment box me ,agar aapka koi sujhaw ho to hame jaroor bataye.
ye padhe:--