hello friend aaj mai is aartical me aapko bataunga ki google adsense par account kaise banaye ?.disto agar aap internet user hai to aapne kabhi na kabhi google adsense ke bare me jaroor suna hoga agar aap ek blogger hai to aaapko google adsense ke bare me batane ki jaoorat hi nahi hai.
agar aap newbie hai aur aap online money earn karne me interested hai to iss post ko read karke aap asani se google se online paisa kama sakte hai usse pahle aap jan le ki google adsense kya hai.
dosto adsense ek google ki service hai jiska use ham online paisa kamane ke liye karte hai ye ek ads network website hai jiska ads ham apne website ya youtube channel par laga kar online paisa kama sakte hai puri duniya me aise bahut sare log hai jo google adsense se online money earn kar rahe hai.
waise to aap google par search karoge to bahut sare ad sense alternative aapko mil jayenge par jitne bhi alternative hai un sabme adsense sabse best hai aur sabhi website owner adsense ko hi use karte hai.bas aapko adsense par account banana hoga jaisa mai niche aapko step by step bata raha hu.
adsense account banane ke liye aaapke pas ek youtube channel ,ya fir koi blog ya website jispar aap adsense ads ko laga kar usse paisa kama sake.agar aapke pas website ya blog nahi hai to aap simple new blog create kar sakte hai .
agar aap blog ya website nahi banana chahte hai to aap simple ek youtube channel bana kar uspe kuch aapne banaye huye video ko upload karke usse paisa kam sakte hai.to aayiye dekhte hai ki kaise ham adsense account create karte hai step y step.
Adsense account kaise create kare step by step guide
jaisa ki maine upar bataya hai ki adsense account banane ke liye aapke pas ek gmail id, youtube channel ya blog hona chahiye to dosto mai ye man ke chalta hu ki aapke pas ek blog hai aapne blog bana liya hai.to ab achalte hai apne next step me.
step-1
Step-4
congratulation aapka adsense account bankar tayar ho gaya hai .bas aapko ek code milega jo aapko aapne website ke template ke <head> section ke niche aaapko paste karna hai jisse adsense team aapke website ko revievew kar sake ki aapka website par adsense approve ho sakta hai ya nahi.adsense account approve hone me aapko ho sakta hai one weak two weak ya fir puri month bhi lag sakti hai ye time kisi ke bas me nahi hai ho sakta hai kuch ghanto me ho jaye. jab aapka adsense account approve ho jayega to aapke email id par ek mail aayega jisme approve ya dis approve ka message hoga.
ye bhi post padhe:-
- sabse pahle aap www.adsense.com ki site par jaye .ab aapke samne adsense ka home page open hoga.
- ab aap sign up now ki button par clik kare.
- aap jaise hi sign up now ki button par clik karenge aapke samne ek new window me aapse sign in karne ke liye kahega aab aap apne gmail id se sign ho jaye.
- sign in hone ke bad aapke website ki information dalne ko kahega jaise aapke website ka name yani ap jis website par adsense ads use karna chahte hai .
- website ki language yani aap kis language me blogging karte hai ya aapki website kis language me hai.
- save and continue ki button par clik kare.
Step-4
- jaise hi aap save and continue ki button par clik karenge aapke samne ek form khulega jisme aapko aapna presonal details fill karna hai.dhayan rahe apko is form me original information fill karna hai kyuki aapke isi adress and name se ek dak aayega jisme aapke adress verification ke code honge jisse aapko apna adress verify karna hai isiliye aapna sahi adress dale .
- country or teriroty :-is option me aapko aapne country ka name fill karna hai.
- time zone:-apna country ka time zone select kare(utc5:30)
- account type:-isme aapko account ki type select karni hai agar aap adsense account kisi business ki name se banana chahte hai to business select kare.nahi to indivisual select kare.
- payee name:-payee name me aapna name bhare jiske name se bank account ho nahi to bad me payment lene me problem ho sakti hai.
- adress:-isme aapna pura adress sahi sahi bhare.
- puri form sahi se bharne ke bad submit my application par clik kar de
congratulation aapka adsense account bankar tayar ho gaya hai .bas aapko ek code milega jo aapko aapne website ke template ke <head> section ke niche aaapko paste karna hai jisse adsense team aapke website ko revievew kar sake ki aapka website par adsense approve ho sakta hai ya nahi.adsense account approve hone me aapko ho sakta hai one weak two weak ya fir puri month bhi lag sakti hai ye time kisi ke bas me nahi hai ho sakta hai kuch ghanto me ho jaye. jab aapka adsense account approve ho jayega to aapke email id par ek mail aayega jisme approve ya dis approve ka message hoga.
to dosto aap jan gaye honge ki google adsense par account kaise banaye .agar aapko account create karne me koi problem ko face karna par raha hai to aap hamare comment box me puch sakte hai.agar aapko hamari ye post acchi lagi to isse apne dosto ke sath ya socail media par share karna na bhoole.
ye bhi post padhe:-