last modified: Thursday 30 March 2017

free hindi support

Blogger post ke content ko chori hone se kaise bachaye ya copy paste kaise disable kare

Hello blogger free hindi support me aapka fir se sawagat hai mai aaj fir se hajir hu ek informative artical lekar.dosto aaj mai is post me apko bataunga ki apne blog post ko copy paste hone se kaise bachaye .
blog post ko chori hone se kaise bachaye

dosto aap itni mehanat se aapne blog me post content likhte ho par wo content koi chori kar le to aapko kaisa lagega  ,bilkul bura lagega kyuki aap us aartical ko likhne me din rat ek kar dete ho  magar aapke mehanat ka fal aapko na milkar kisi aur ko mil jata hai.kuch new blogger hote hai jo kisi dusre blog ki succes se inspire hokar uske post ko hi copy kar lete hai aur aapne  blog me publish kar dete hai jo ek copyright content hota hai.
mai un new blogger ko kahna chahunga ki isse aapka koi fayada nahi hone wala hai ulta aap apna nuksan hi kar rahe ho kyuki jayadatar visitor search engine se aata hai chuki aapne content ko chori karke aapne blog  par publosh kiya hai to google ko ye pata karna bahut hi easy hai aapka copy past post ko pata karna .aur jab google ko ye pata chalega to aapke content ko search result me show karna band kar dega jisse aapke blog ki search ranking decrease hoti chali jayegi aur apke blog par se visitor kam hota chala jayega aur ek din aapke bloging ka the end ho jayega.


mai un blogger se kahna chahunga jo original content publish karte hai aur jinka post chori ho jata hai .aap apne post ko chori hone se bacha sakte hai bas aako aapne blog kuch aise css code hai jo aapko add karne hai is code ko apne blog me add karke mouse ki right clik ko disable karke  use chori hone se bacha sakte hai.to aayiye dekhte is prosses ko kaise karte hai.

Blog post ko copy paste hone se kaise bachaye.

Apne blog me copy pste disable karne ke liye aapko kuch code ko copy karke aapne blog me add karna hota jo bahut hi aasan hai.kuch maine niche code diye huye hai use copy karle.niche maine two types ke code diye huye hai aapapne hisab se koi bhi code ko aapne blog par use kar sakte hai.

aagar aap chahte hai ki koi bhi visitor aapke post se kuch bhi copy na kar sake to aap  jo niche code maine diya hua hai wo apne blog me add kare.






Agar aap chahte hai ki visitor aapke kuch hisse ko copy kar sake to niche wale code ko use kro dosto jab ham koi post likhte hai to aise bahut sare word ya code hote hai jisko ap chahte ho ki visitor us code ko copy kare jaise quote to aap niche wala code use karo.





Code ko blog me kaise add kare.


upar diye huye code ko copy karne ke bad apne blog ke home page me add kare jaise ki mai niche  bata raha hu.
  1. code ko copy kar le.
  2. apne blog ke dashboard me jaye.
  3. layout select kare>>add gadget  par clik kare.
  4. html/jawascript ko select kare.
  5. ab jo code aapne upar copy kiya hai usko box me paste kar de.
  6. uske bad save setting ki button par clik kar ke code ko save kar de.
to dosto ab aapne aapne kam kar dya hai .aap khud ise chek kar sakte ho ki aapka copy paste option disable huya hai ya nahi.

aapko hamara ye post kaisa laga hame jaroor bataye agar aapko kuch problem ho to hamara comment box  me puch sakte hai.agar aapko ye post badhiya laga to ise dosto ke sath share karna na bhoole.

ye post bhi padhe:-


free hindi support

About free hindi support

Hello mera name SATYENDRA KUMAR hai mai hi FREE HINDI SUPPORT website ka founder hu.ye ek informational website hai is website par mai BLOGGING,MAKE MONEY,SEO ,SOCAIL MEDIA se related ya INTERNET se related sari jankari uplabdh hai wo bhi HINDI me.aap INTERNET se related koi bhi sawal puch sakte hai.AGAR AAP APNE EMAIL KE INBOX ME MERE WEBSITE SE UPDATE PANA CHAHTE HAI TO HAMARE WEBSITE KO SUBSCRIBE KARNA NA BHOOLE .NICHE DIYE HUYE BOX ME EMAIL ID DALE

APNA EMAIL ID INTER KARE APNE INBOX ME DAILY UPDATE PANE KE LIYE :