hello dosto free hindi support me aapka sawagat hai aaj ke aartical me maine bataya hai ki google adsense india me kaise payment karta hai.
dosto google adsense ek aisa ads network website hai jiski madad se hajaro log daily online work karke hajaro rupaye kama rahe hai .agar aapki bhi koi website ya blog hai to aap usse paisa kama sakte hai adsens ke through.
ye artical un logo ke liye bahut hi helpful rahegi jo online paisa kamana chahte hai magar wo nahi jante hai ki kaise kama sakte hai aur uske liye hame kon si ads network website hai jo hame sabse jayada paise pay kar sakte hai aur iski payment kaise hamare pas aata hai.
agar aap india me hai aur apne kisi web property se paisa kamana chahte hai to adsense bahut hi badhiya hi par india me adsense ke term and condition bahut hi hard hai.
agar aapka account aapke minimum thershold par pahuch jata hai to adsense aapko payment kar deta hai.google adsense hame do tarike se payment karti hai ek jo sabse purani tarika hi cheque se aur dusra traka hai EFT se cheque ke bare me aapko to pata hi hoga ki ye kya chheze hoti hai .magar eft ke bare maine puri details ke sath niche bataya hai.
maine pichli post me bataya hai ki google adsense hame par clik kaise payment karta hai.hamari payment hamri adsense cpc ,page rpm,ctr, par depend karta hai.to aayiye jante hai puri details ke sath ki hame payment kaise milegi.
Google adsense kaise payment karta hai india me.
google adsense ke bare me maine pichli post me bataya hai ki adsense kya hai aur ye kaise kam karta hai .
google adsense se ham unlimited income kar sakte hai but ye hamari knowledge aur hard work par dipend karta hai aap jitna hard work karenge aapki earning utni hi increase hoti chali jayegi.jitne bhi internet par blogger ye website owner hai wo sare adsense ke ads hi use karte hai aur uske earning ka main source google adsense hi hai.kyuki adsense kisi aur ads network website se par clik jayada pay karta hai.
google adsense ka minimum payout 100$ hai ye alag alag country me alag alg hota hai.magar india me iski minimum payout 100$ hai.
minimum payout ka matlab ye ki aagar aap 100$ earn kar lete hai to aapki earning aapke diye huye tarike se aapke pas pahuch jati hai .agar aap bank ke through apne payment pana chahte hai to payment aapke bank account me add ho jati hai.
payment do tariko se hamare pas aata hai ek Eft aur dusra cheque se.
EFT se payment le sakte hai.
adsense se payment lene ka sabse badhiya traika hai eft jitne bhi adsense publisher hai wo sare isi method ka use karte hai adsense payment ko lene ke liye .
eft ka matlab hota hai electronic fund transfer yani ki adsense me jo bhi aapki earning hogi wo aapke account me add ho jayegi uske liye aapko apna bank account number adsense me add karna hoga .
ad-sense me EFT enable kaise kare.
- adsense me eft enable karne ke liye sabse pahle adsense acount me login kare.
- adsense ke home page par jane ke bad left side ke top par setting gear icon par clik karke payment option ko select kare.
- payment setting par clik kare.
- add new payment method par click kare.
- Account holder name--is option me aapko aapna name bharna hai jo aapke bank pass book me ho .
- Bank name--isme apne bank ka name dale jis bank me aapka account hai.
- IFSC code--isme apne bank ka ifsc code dale ye aapke bank pass book par hoga.
- SWIFT bic code--ye ek international code hota hai jiska use ham international money transaction ke liye karte hai .kyuki google ka office usa me hai to google hame use se paisa bhegegi to ye international transaction huya .
- Bank account number-- isme aapne bank account number dalna hai .uske bad dubara se reenter kare copy paste na kare.
ab aap sari form ki fill up karne ke bad ek bar chek karle aur uske bad save par clik karde.jab aapke adsense account me 100$ ho jayenge to aapka payment aapke account me pahuch jayega.payment transfer karne ke bad karib 10 to 15 days lagte hai.
Chek se payment le sakte hai.
adsense earning ko chek ke madhayam se bhi le sakte hai magar magar mai ye suggest karunga ki apni payment eft se le kyuki jitne bhi adsense publisher hai wo eft se hi receive karte hai.
pahle india me ye systum nahi tah magar ab ye systum india me bhi lagu ho gaya hai.cheque se payment lene ke liye aapko bahut sare problem ko face karna parta hai jo bahut hi hard hai.sabse pahle to adsense cheque ko aap tak pahuchne me kafi time lag jata hai agar aap kisi city me na hoke kisi villege me ho ye time aur bhi badh jata hai.uske bad aata hai cheque ko clear ko lekar usme bhi time lag jata hai.
agar aap cheque se payment lena chahte hai to same prosses hai bas aapko payment method me cheque select karna hoga .jab aapki earning 100 doller hogi to aapki payment ki cheque aapke bataye huye adress par pahuch jayegi.
to ye thi hamari post google adsense india me kaise payment karta hai .agar aapko hamara ye post pasand aaye to apne dosto ke sath share karna na bhoole .apka koi sawal ye suggestion ho to hamare comment box me puch sakte hai.
Aapko ye post bhi padhni chahiye:--
1 comments:
Write commentsIf you are looking for an excellent contextual advertising network, I recommend you try PropellerAds.
Reply