Kisi bhi website ya blog ke liye traffic bahut importent hota hai agar aapke website par high quality traffic nahi aata hai to aap chahe jitne bhi ads laga le aapki earning na ke brabar hi hogi.jis trah se agar aap koi shop karte hai aur shop par agar coustmer nahi aate hai to aapke shop karne ka koi matlab nahi rah jata hai thik usi trah visitor nahi aane par aapka website par content dalne ka koi matlab nahi rah jata.
agar aap ki earning ka main source adsense ya afiliated marketing hai to aapke website par ek minimum traffic hona jaroori hai nahi to apka adsense account hi nahi approve hoga.mera ye manana hai jitne bhi blogger hai puri world me uska main maksad hai blogging se income karne ka to wo earning ke liye google adsense aur affiliated marketing ko select karte hai.
apni acchi earning ko aap kisi khas country ko target kar sakte hai matlab ye hai ki agar aap chahae to kisi khas country ke visitor ko apne website par la sakte hai.bahut sare blogger jisme hindi blogger bhi samil hai wo usa ke visitor ko target karte hai iska sabse main reason hai ki jo visitor usa se aate hai aur hamare ads par clik karte hai to uske ek clik se hame jayada paisa milta hai india ke mukawale.
agar kisi khas country ko target karna hai to uske liye aapko bahut sare bato par dhayan dena hoga jaise country ki language, curency, keyword, etc niche maine kuch steps bataye hai jisko follow karke aapne website par country specific traffic la sakte hai.ye khas kar ke un logo ke liye bahut helpful hai jo kisi khas country ke liye post likhna chahte ho.
kisi khas country ke traffic ko kaise target kare website par.
Country ki language.
kisi kahs country ke traffic ko apne website par lana chahte hai to uske liye aapko us country ka language ke bare me janana hoga kyuki agar aap apne country ke language me post content ko likhte hai magar aapke targeted country me log kisi aur bhasha ko use karte hai to wo log aapke website par dale huye content ko read nahi kar payenge.
to sabse pahle ap us target country ke language ko samjhe.aagar us country ke language samagh nahi aati hai to aise bahut sare tools hai jiska use karke ap apne language ko convert kar sakte hai us country ke bhasha me.
aur ye adsense ke hisab se badhiya hota hai. to aayiye jante hai kuch points ke bare me jisse aapko bahut hi fayada hoga.
country specific domain name.
aagar aap kisi khas country ko target kar rahe hai to uske liye aapke website ka domain name yani website adress bhi bhut mayene rakhta hai.man lo aapne india country ko target karna chahte hai to mai ye kahunga ki apne domain ka extension .in rakhe agar usa ko target karte hai to uske liye domain ka extension .co.uk hota hai ye ek country specfic domain hai.jo ek khas trah ke country me jayada value dete hai isko aap emotionly bhi kah sakte hai.
ye search engine ke hisab se bhi bahut fayademand hai kyuki jab google me kuchh search kiya jata hai to us country se related query hi aapke samne show honge yani .aap jis country se search karte hai wo jayada tar result us country se related website hi show hote hai.
Keyword research targeting.
keyword bhi bahut importent hai kisi country ko target karne ke liye.aap jis bhi topic par artical likh rahe ho uske bare me acchi trah se us keyword ke bare me research kar le uske liye aap google keyword planner ko use kar sakte hai.keyword research kar ke dekh le ki us keyword ko usa ya india me ya aap jis bhi country ko target kar rahe hai us country me kitna search kiya ja raha hai aur us keyword ko us country me kitna value hai .uske bad post likhe aur usse relate keyword ko use kare.
website ko sabhi search engine me add kare.
apne website ko sare search engine par submit karna hoga matlab jitne bhi search engine hai example-google ,bing,yahoo,
aapko apne site ko local websdirectory par bhi submit kar sakte hai jisse aapke site ka bahut sare link bane.
magar mai ye kahunga ki aapne post keyword ko jayada focus kare matlab kishi khas country me us keyword ki demand kitni hai.
to dosto ye thi meri chhoti si post ki kisi khas country ke specific traffic kaise laye apne blog parya kisi country ko target karke jkaise post likheaagar aapka koi sawal ho to hamare comment box me puch sakte hai.
ye post padhe:--