last modified: Saturday 10 June 2017

free hindi support

POST KAISE LIKHE YA NEW POST KAISE KARE BLOG ME

S hello dosto hamne  pichli post me bataya tha ki blog ya website kaise banate hai?.aur aaj ham janege ki blog me post kaise likhege.aur post likhne ke bad ham post ko publish kaise karange.


blog me post kaise likhe

ek batt hamesa yadd rakhe ki aap jo koi bhi post dale us post ke bare me puri jankari ho bina jankari ke koi bhi post na dale agar aap post ko likh rahe hai to kuch likhne ke bad draft me save kar le puri post likhne ke bad publish kare.to chaliye post kaise likhte hai uske bare me details me step by step jante hai.




kya kare blog me  post likhne (write)ke liye


step:1-

blog post kaise likhe

>
sabse pahle aap blogger.com pe apna email id and password dal ke login kare.login             karne ke bad next screen par( jo aap mera screen short dekh sakte hai) usme two type               ka botton dikhai dega  A-peensil ke aakar ka and dusra B- new post ka button hoga  ye                   dono ka kam ek hi hai .aap dono me se koi ek button par clik karke apna post writing suru kar sakte hai.dono me se koi bhi button clik karte hi post editor khul jayega.

step:-2

pensil ki button ya phir new post ki button par clik karne ke bad ek naya page khulega (jaisa aap niche dekh sakte hai).

blog post kaise likhe and publish kare




apne post ka title ya heading dale
________
post title:-


apne post ki title de .aap apne post ki title aise likhe ki koi bhi aapke post ki title dekh ke ye samagh jaye ki saapke post me kya hai.kyuki jab bhi koi visitor aapke  blog par aayega to wo sabse pahle aapka post title hi dekhega. post title ek magzine ki heading ki trah hi hota hai  jaise ham mazgine ki heading dekh ke ye samagh jate hai ki  uske andar kya hai thik usi prakar.



ab aap apna post likhe 


blog post kaise likhe and publish kare

ab aap apna post likhna suru kare apne post editor ke bade hisse me.aapki post puri details me honi chaiye

aapapne post chhotre chhote pragraph me likhe aur apne post ko focus karke hi likhe.aap apna post kam se kam  250 sabdo me likhe kyuki ye search enzine ke lie bahut jaroori hai.
post likhne ke bad aapke post editor ke left side me publish button hoga uspe clik kare.clik karte hi aapka post publish ho jayega aur aapke blog par dikhne lagega.
blog me post kaise likhe



to dosto aapko mera post kaisa laga batayega jaroor.agar aapko ye post pasand aaye to aapne dosto ke ssath sare kare.agar aapka koi sawal hai to aap apna sawal hamare ppost ke niche comment box me puch sakte hai.

also read:-




free hindi support

About free hindi support

Hello mera name SATYENDRA KUMAR hai mai hi FREE HINDI SUPPORT website ka founder hu.ye ek informational website hai is website par mai BLOGGING,MAKE MONEY,SEO ,SOCAIL MEDIA se related ya INTERNET se related sari jankari uplabdh hai wo bhi HINDI me.aap INTERNET se related koi bhi sawal puch sakte hai.AGAR AAP APNE EMAIL KE INBOX ME MERE WEBSITE SE UPDATE PANA CHAHTE HAI TO HAMARE WEBSITE KO SUBSCRIBE KARNA NA BHOOLE .NICHE DIYE HUYE BOX ME EMAIL ID DALE

APNA EMAIL ID INTER KARE APNE INBOX ME DAILY UPDATE PANE KE LIYE :